Constitution
Hmre desh ka ak construction hona chahiye ye btt sbse phle bg tilak ne boli thi. ye bolne wali first party swaraj party thi {1924} ..... Constitution banane ke liye hum ak assembly bnyenge ye btt 1934 me MN Roy ne bola 1935 me JL Nehru ne Britisher se officially ye demond ki .... 1938 JL Nehru ne 2 sart rakhi * Constituent assembly me sare indian honge * constituent assembly me sare log elect hokr jayenge ---Britisher nhi mante hai
August offer
1940 me laya gya 1939-46 {ajadi se 1 sal phle tk} 2nd world war suru jo gya 1939 me Britisher INC {Indian national congress us time ki sbse badi party } se bina puche indinas ko eorld war me jhok diye to congress apeal ki .. ki inke liye na ldo tk britisher ko dr tha ki har na jay isiliye august offer laye ........ Usme ye bola gya ki.. Domanian status means ... Britisher to bharat chorkr chle jayenge but agr India ko koi decision lena hoga to brigisher se puchna pdega. Army navy civil aur finance britisher manage krenge Indian nhi mane...... Gandhi ne bola ki isce duriya aur bada di hai nehru bole ki ...it is dead as door nail.
Cripps mission
2 sal bad ...... 1942 me cripps mission aya jisme again wahi btt thi par ab bhi defance sectior unke pas hoga ..... aur right to secad ki {means agr koi rajya chahe to bad me voting krke india se alag ho skta its a post dated checq .... Gandhi ne aisa bola is offer ko
Cabinat mission
Cabinet mission..... British government se indian government ko power transfer 1946 laya gya Britain ke new pm Cleemant attlee 3 logo ko bhrat bejte hai Cabinet mission ke 2 main objective tha * constituent assembly banai jayegi *Interm gov banana
Constituent assembly
1946 me bani jisme total 389 seat thi ....93 princely states ki aur 296 British provincial ki 298 me 208 INC ki 15 Other aur 73 .... Muslim league ki thi 6 dec ko bnkr taiyer ho gyi 9 dec 1946 me phli metting hui jiske temporary president sachitanand sinnah ko bnya gya 211 logo ne attend kiya 2 din bad dusri baithk hui 11 dec 1946 election hue aur Dr rajendra prasad ko permanent president bnaya gya